Friday, 2 May 2014

Brain Health Tips Health Tips Of The Day In Hindi For 2012 Images For Men Quotes In Urdu For Man In Urdu In Telugu For Summer

Brain Health Tips Biography

Source (google.com.pk)
Foods for Brain Weakness: improve your brain by eating foods and healthy diet. Intake brain of animals and increase brain power. Nowadays the weakness of brain is a common problem of our generation, the main reason to brain weakness that we give food to the body for its diet but do not its. Also reduce and treatment to brain diseases to taken natural foods. Best foods for brain is Milk, fish, fruits, eggs, nuts Etc. In this page we are going to discus about foods for brain weakness in Urdu and Hindi.

Fazil doctors ka qoul hai ke tandurastagi ki halat mein jab khon ka dora ba-qaeda hota hai tou jism es ke zariye se ghizaein dimagh ke samne pesh karta hai jin mein se dimagh apne matlab ki ghizaein chun leta hai. magar jab khon ka dora ba-qaeda na ho tou dimagh ko bhi ghiza pori nahi milti. Jis se e ski taqat ghatne lagti hai es halat mein zarori hai ke dimagh ko munasib ghiza pohchai jae. Insane ki zindagi mein aik waqt aesa bhi aata hai ke jab dimagh ke munasib ghiza ka khayal intehai zarori hai, aur yeh waqt woh hai jab aqal dadh nikalti hai. Yani insane bachpan se nikal kar jawani mein qadam rakhta hai. Yeh zamana bohat nazuk hai, es liye lazim hai ke ghiza mein kabi waqae na ho kyou ke in dino balke es ke bad bhi kuch arsa tak khon ki kumi ki shikayat peda hone ka khatra hai, jis se asbi (nervous system) kumzori aur be-cheni peda ho jati hai. yahi wajha hai ke aksar no-jawan jo bachpan mein tandurost hote hein es umer mein bhi tandurost hote hein. Es umer mein sehat ki nemat se mehrom ho jate hein. Khorak ki ghaflat se pehle khon mien kumi waqae hoti hai. Pher jism mein kamzori aane lagti hai jis ka asar dimagh (brain) per bhi hota hai.
Dekhna yeh hai ke jab dimaghi kamzori (brain weakness) peda ho tou es ka ilaj kiya hai. Yad rakhye ke es halat mein dawa se zyada ghiza he muffed sabith hogi. Baz halaton mein dawa aur ghiza dono, sirf dawa se kam nahi bane ga.

Ab sawal yeh peda hota hai ke kounsi ghiza dimagh (brain) ke liye muffed hai. Scientists ka tajurba ye hai ke phosphorus dimaghi (brain) taqwed aur taraqi ke liye zarori chez hai es liye bohat behtar yeh hai ke es halat mein aesi khorak estamal ki jae jis mein phosphorus ke ajza nisbatan zyada maqdar mein pae jate hein. Maslan machli (fish) yeh dimagh (brain) ke liye muffed hai kyou ke es mein phosphoric acid bohat maqdar mein paya jata hai, esi tarha andy (eggs), chozey, dodh (milk), makhan aur khososiyat se badam bohat muffed hai, chane, mater, soybean, maghazyat, kishmish, pista, akhrot aur paner (cheese) bhi dimagh (brain) ke liye umda ghiza hai es mein dimaghi mada peda karne ke ajza mojod hein aur phosphorus ki maqdar baqi ghizaon ki nisbat es mein zyada pai jati hai, phosphorus ke elawa es mein woh sab ajza bhi pae jate hein jo aesab aur azlat ko tayar karne mein madadgar hote hein. Dimagh (brain) ke liye badam roghan, dodh (milk), makhan aur paner (cheese) bohat muffed hai balke dimagh (brain) ke liye aik gher mamoli nemat hai dimghi kam karne walon ke liye gosht nuqsanda hai bhes ka dodh bhi muffed nahi, halki zod-e-hazam aur taqat bakhsh ghizaein dimagh (brain) ko roshan rakhti hein, gehon humari aam ghiza aur nehayat muffed cheez hai magar es ke sath makai aur chane ka bhi estamal rakhna chahiye lekin in sab chezon se zyada muffed woh shey hai jis ki taraf hum kabhi tawajha nahi karte. Aur jise janwaron ka khaja bana chora hai woh shey jo hai woh jo hai, jo ka aata sab chezon ka sartaj hai. Behad ghizaiyat bakhsh, phosphorus, charbi aur degar maqwi ajza ka murakab hai ese dodh mein mila kar pina patent dawaon ko mat karta hai, saib (apple) dimagh (brain) ke liye sab se zyada muffed phal hai. yeh dimagh (brain) ko qowat deta hai aur dard-e-sir mein nafa hai, mosam-e-garma ke phalon mein aam (mango) taqwiyat bakhsh phal hai. yeh jism mein khon barhata aur kamzori rafa karta hai magar es ka estamal aetadal ke sath karna chahiye, angor (grapes) bhi bohat muffed hai, es se khon saleh peda hota hai aur dimagh (brain) ko taqweyat hasil hoti hai. 

Debra is a licensed clinical social worker, board certified Neurofeedback practitioner, and online expert at SelfGrowth.com, located in Washingtonville, Orange County, NY and Estero, FL.  She helps people improve their lives using psychotherapy, Neurofeedback and Mindfulness. A frequent speaker for CMI/PESI and other organizations, she also teaches workshops on Mindfulness Skills as well as ADHD to psychotherapists, teachers and other helping professionals, nationally. Mindfulness training for business leaders and executives is another of her passions.

Debra is the author of four books about her Holistic Approach to Success with ADHD. Her most recent book, published in 2013 by CMI/PESI, is titled Mindfulness Skills Workbook for Clinicians and Clients. 111 Tools, Techniques, Activities and Worksheets. Her CDs help with ADHD, sleep, and mindfulness.

To connect with Deb and to receive 2 free special reports and access to a wealth of free resources about mindfulness, ADHD, depression, anxiety, treatment options, brain health and more visit

No comments:

Post a Comment